Sunday, 3 January 2021
Motivational story
January 03, 2021
Motivational story-
เคเค เคฌाเคฐ เคเค เคฌเค्เคे เคจे เค เคชเคจे เคชाเคชा เคธे เคชूเคा । เคชाเคช เคฎेเคฐे เคฒाเคเคซ เคी เค्เคฏा value เคนै । เคคเคญी เคชाเคชा เคจे เคเคนा เค เคเคฐ เคคुเคฎ เคธเค เคฎे เค เคชเคจी เคिंเคฆเคी เคी เคीเคฎเคค เคธเคฎเคเคจा เคाเคนเคคे เคนो । เคคो เคฎै เคคुเคฎ्เคนे เคเค เคชเคค्เคฅเคฐ เคฆेเคคा เคนूँ เคเคธ เคชเคค्เคฅเคฐ เคो เคฒेเคเคฐ เคฎाเคฐ्เคेเค เคฎे เคเคฒे เคाเคจा เคเคฐ เค เคเคฐ เคเคธเคी เคोเค เคीเคฎเคค เคชूเคे เคคो เคुเค เคฎเคค เคเคนเคจा । เคฌเคธ เค เคชเคจी เคฆो เคंเคเคฒिเคฏा เคเฅी เคเคฐ เคฆेเคจा เคตो เคฒเฅเคा เคฎाเคฐ्เคेเค เคเคฏा เคตเคน เคुเค เคฆेเคฐ เคคो เคเคธे เคนी เคฌैเค े เคฐเคนा เคฒेเคिเคจ เคुเค เคฆेเคฐ เคฌाเคฆ เคนी । เคเค เคฌूเฅी เคเคฐเคค เคเคธเคे เคชाเคธ เคเค เคเคฐ เคเคธ เคชเคค्เคฅเคฐ เคा price เคชूเคเคจे เคฒเคी । เคตो เคฒเฅเคा เคเค เคฆเคฎ เคुเคช เคฐเคนा । เคเคธเคจे เคुเค เคจเคนी เคเคนा เคเคฐ เค เคชเคจी เคฆो เคंเคเคฒिเคฏा เคเฅी เคเคฐ เคฆी เคคเคญी เคตो เคฌुเคก्เคขी เคเคฐเคค เคฌोเคฒी 200 เคฐुเคชเคฏा เค ीเค เคนै เคเคธ เคชเคค्เคฅเคฐ เคो เคฎैं เคคुเคฎเคธे เคเคฐीเคฆ เคฒुंเคी । เคตो เคฌเค्เคा เคเค เคฆเคฎ เคธे shoked เคนो เคเคฏा । เคि เคเค เคชเคค्เคฅเคฐ เคी เคीเคฎเคค 200 เคฐुเคชिเคฏा । เค्เคฏोंเคि เคชเคค्เคฅเคฐ generally เคเคนी เคชเคฐ เคญी เคฎिเคฒ เคाเคคा เคนै เคฒेเคिเคจ เคเคธเคा price 200 เคฐुเคชเคฏा เคตो เคคुเคฐเคจ्เคค เค เคชเคจे เคชाเคชा เคे เคชाเคธ เคเคฏा । เคเคฐ เคฌोเคฒा เคชाเคชा เคฎुเคे market เคฎे เคเค เคฌूเฅी เคเคฐเคค เคฎिเคฒी เคฅी เคเคฐ เคเคธ เคชเคค्เคฅเคฐ เคे 200 เคฐुเคชเคฏा เคฆेเคจे เคो เคคैเคฏाเคฐ เคฅी । เคชाเคชा เคจे เคเคนा เคเคธ เคฌाเคฐ เคคुเคฎ เคเคธ เคชเคค्เคฅเคฐ เคो เคฎ्เคฏूเคिเคฏเคฎ เคฎे เคฒेเคเคฐ เคाเคจा ।
![]() |
เคเคฐ เค เคเคฐ เคोเค เคเคธเคा price เคชूเคे เคคो เคคुเคฎ เค เคชเคจा เคฆो เคंเคเคฒिเคฏा เคธिเคฐ्เคซ เคเฅा เคเคฐ เคฆेเคจा । เคตो เคฒเฅเคा เคฎ्เคฏूเคिเคฏเคฎ เคฎे เคเคฏा । เคเคฐ เคตเคนा เคชเคฐ เคเค เคเคฆเคฎी เคी เคจเคเคฐ เคเคธเคे เคนाเคฅ เคฎे เคฐเคे เคชเคค्เคฅเคฐ เคชเคฐ เคชเฅा เคคเคญी เคเคธเคจे เคเคธ เคชเคค्เคฅเคฐ เคा price เคชूเคा เคตเคน เคฌเค्เคा เคเค เคฆเคฎ เคुเคช เคฐเคนा เคเคฐ เคเคธเคจे เค เคชเคจी เคฆो เคंเคเคฒिเคฏा เคเฅा เคเคฐ เคฆी । เคคเคญी เคตो เคเคฆเคฎी เคฌोเคฒा 20 เคนเคाเคฐ เคฐुเคชเคฏा เค ीเค เคนैं। เคฎैं เคคुเคฎ्เคนे เคเคธ เคชเคค्เคฅเคฐ เคे 20 เคนเคाเคฐ เคฆेเคจे เคो เคคैเคฏाเคฐ เคนूं । เคฏเคน เคชเคค्เคฅเคฐ เคคुเคฎ เคฎुเคे เคฆे เคฆो เคตเคน เคฒเฅเคा เคซिเคฐ เคธे เคौเค เคเคฏा । เคเคฐ เคाเคเคฐ เค เคชเคจे เคชाเคชा เคธे เคเคนा เคชाเคชा เคฎ्เคฏूเคिเคฏเคฎ เคฎे เคฎुเคे เคเค เคเคฆเคฎी เคฎिเคฒा เคฅा เคเคฐ เคเคธ เคชเคค्เคฅเคฐ เคे 20 เคนเคाเคฐ เคฆेเคจे เคो เคคैเคฏाเคฐ เคฅा । เคคเคญी เคเคธเคे เคชाเคชा เคจे เคเคนा เค เคฌ เคฎैं เคคुเคฎ्เคนे เคเคเคฐी เคเคเคน เคญेเคเคจे เคा เคฐเคนा เคนु ।เคเคฐ เค เคฌ เคคुเคฎ्เคนे เคाเคจा เคนै เคीเคฎเคคी เคชเคค्เคฅเคฐो เคे เคฆूเคाเคจ เคชเคฐ เคเคฐ เค เคเคฐ เคตเคนां เคชเคฐ เคญी เคोเค price เคชूเคे เคคो เคฌเคธ เค เคชเคจी เคฆो เคंเคเคฒिเคฏां เคเฅी เคเคฐ เคฆेเคจा । เคตเคน เคฒเฅเคा เคเคฒ्เคฆी เคธे เคीเคฎเคคी เคชเคค्เคฅเคฐो เคे เคฆुเคाเคจ เคชเคฐ เคเคฏा । เคเคฐ เคเคธเคจे เคฆेเคा เคि เคเค เคฌूเฅा เคเคฆเคฎी เคฅा เคो เคाเคंเคเคฐ เคे เคชीเคे เคเฅा เคฅा ।เคैเคธे เคเคธ เคฌूเฅे เคเคฆเคฎी เคी เคจเคเคฐ เคเคธ เคชเคค्เคฅเคฐ เคชเคฐ เคชเฅी เคตเคน เคเค เคฆเคฎ shoked เคนो เคเคฏा । เคตเคน เคाเคंเคเคฐ เคธे เคฌाเคนเคฐ เคจिเคเคฒा เคเคฐ เคคुเคฐंเคค เคเคธ เคฌเค्เคे เคे เคนाเคฅ เคธे เคตเคน เคชเคค्เคฅเคฐ เคुเฅा เคฒिเคฏा । เคเคฐ เคฌोเคฒा oh my god । เคเคธ เคชเคค्เคฅเคฐ เคी เคคเคฒाเคถ เคฎे เคฎैเคจ เค เคชเคจी เคชूเคฐी เคिंเคฆเคी เคुเคाเคฐ เคฆी । เคเคนा เคธे เคฎिเคฒा เคฏเคน เคชเคค्เคฅเคฐ เคเคฐ เค्เคฏा price เคนै เคเคธเคा เคिเคคเคจा เคฒोเคे เคเคธ เคชเคค्เคฅเคฐ เคे เคฒिเค । เคตเคน เคฌเค्เคा เคคเคฌ เคญी เคुเคช เคฐเคนा เคเคฐ เคฆो เคंเคเคฒिเคฏा เคเฅा เคเคฐ เคฆी เคคเคญी เคตเคน เคฌूเฅा เคเคฆเคฎी เคฌोเคฒा เคिเคคเคจे 2 เคฒाเค เคฐुเคชเคฏा เคฎै เคคुเคฎ्เคนे 2 เคฒाเค เคฆेเคจे เคो เคคैเคฏाเคฐ เคนू please เคคुเคฎ เคฏเคน เคชเคค्เคฅเคฐ เคฎुเคे เคฆे เคฆो । เคเคธ เคฒเฅเคे เคो เค เคชเคจी เคंเคों เคชเคฐ เคฌिเคถเคตाเคถ เคจเคนी เคนो เคฐเคนा เคฅा เคตเคน เคเคฒ्เคฆी เคธे เค เคชเคจे เคชाเคชा เคे เคชाเคธ เคชเคนुเคा เคเคฐ เคฌोเคฒा เคชाเคชा เคตो เคฌूเฅा เคเคฆเคฎी เคเคธเคे เคฒिเค 2 เคฒाเค เคฆे เคฐเคนा เคฅा เคคเคญी เคเคธเคे เคชाเคชा เคจे เคเคนा । เค्เคฏा เคคुเคฎ เคธเคฎเคे เค เคชเคจी เคฒाเคเคซ เคी value เคเคชเคी เคฒाเคเคซ เคी value เคเคธ เคฌाเคค เคชเคฐ เคกिเคชेंเคก เคเคฐเคคी เคนै। เคि เคเคช เค เคชเคจे เคเคช เคो เคเคนा เคฐเคเคคे เคนै เคฏे เคเคชเคो เคกिเคธाเคเคก เคเคฐเคจा เคนै เคि เคเคช เคो 200 เคฐुเคชเคฏा เคा เคชเคค्เคฅเคฐ เคฌเคจाเคจा เคนै เคฏा เคซिเคฐ 200000 เคฒाเค เคा । เคिंเคฆเคी เคฎे เคเค เคธाเคฐे เคฒोเค เคเคธे เคนै เคो เคเคชเคธे เคฌเคนुเคค เคช्เคฏाเคฐ เคเคฐเคคे เคนै เคเคจเคे เคฒिเค เคเคช เคธเคฌ เคुเค เคนै । เคเคฐ เคुเค เคฒोเค เคเคธे เคญी เคนोเคคे เคนै เคो เคเคช เคा เคธिเคฐ्เคซ เคเค เคตเคธ्เคคु เคे เคฐूเคช เคฎे เคเคชเคฏोเค เคเคฐेंเคे เคเคจเคे เคฒिเค เคเคช เคुเค เคญी เคจเคนी เคนो । เคฏे เคเคชเคे เคเคชเคฐ depend เคเคฐเคคा เคนै เคि เคเคชเคी เคตैเคฒ्เคฏू เค्เคฏा เคนोเคी ।
เคจोเค เค
เคเคฐ เคฏे เคธ्เคोเคฐी เคเคช เคो เค
เค्เคी เคฒเคी เคนो เคคो เคเคธे เคถेเคฏเคฐ เคเคฐूเคฐ เคเคฐे । เคงเคจ्เคฏเคตाเคฆ
Monday, 16 November 2020
Sorry shayari in hindi
November 16, 2020
Sorry shayari taras aa jaye apko
Hum ruthhe toh kiske bharose ruthhe
Kaun hain jo aayega humein manane ke liye
Ho sakta hain taras aa bhi jaye aapko
Par dil kahan se laye aapse ruthh jane ke liye
____________________________________
Tum nafraton ke dharne marte dam tak jaari rakho ai sanam
Hum mohabbat se istifa marte dam tak nahi denge
_____________________________________
Maafi shayari ek vada kiya hain
Aaj maine khud se ek vada kiya hain
Maafi mangunga tujhse tujhe rusva kiya hain
Har mod par rahunga main tere saath saath
Anjaane me maine tujhko bahut dard diya hain
_____________________________________
Tum khafa ho gaye toh koi khusi na rahegi
Tumhare bina chirago mein roshani na rahegi
Kya kahe kya gujregi is dil par
Zinda toh rahenge par zindagi na rahegi
___________________________________
Sorry shayari wajah bata do
Khata ho gayi hain toh phir saza suna do
Dil mein itna dard kyun hain wajah bata do
Der ho gayi hain yaad karne mein zaroor
Lekin tumko bhula denge ye khayaal mita do
____________________________________
Rishton me duriyaa to aati jaati rehti hain
Phir bhi dosti dilon ko mila deti hain
Wo dosti hi kya hain jisme narazgi na ho
Par sachchi dosti dosto ko mana hi leti hain
_____________________________________
Sorry shayari tumhen manane ke liye
Tum hanste ho mujhe hasane ke liye
Tum rote ho to mujhe rulane ke liye
Tum ek baar rooth kar to dekho
Mar jayenge tumhn manane ke liye
____________________________________
Bhool se koi bhool hue
To bhool samjh kar bhool jaana
Are bhoolana sirf bhool ko
Bhool se hame na bhool jaana
____________________________________
Sorry shayari dil se teri yaad ko
Dil se teri yaad ko juda toh nahi kiya
Rakha jo tujhe yaad bura toh nahi kiya
Humse too naraz hain kis liye bata zara
Humne kabhi tujhe khafa toh nahi kiya
___________________________________
Kaise aapko hum manaye bas ek baar bata do
Meri galti mera kasoor mujhe yaad dila do
___________________________________
Sorry shayari dard ho dil mein
Dard ho dil mein to duaa kijiye , dil hi jab dard ho to kiya kijiye
Hum ko fariyaad karni aati hain aap sunte hi nahi to kiya kijiye,
___________________________________
Mana ki bhool ho gayi humse sanam
Par is tarah na rutho humse sanam
Ek baar nazare utha ke dekho hume
Fir dobara na karenge ye khata ye sanam
____________________________________
Sorry shayari meri jaan maaf kar do
Mujhe meri jaan galti ke liye maaf kar do
Man apna gile sikvo se saaf kar do
Aise ruth kar na ja mujhe chhod kar
Pura maaf na sahi to baad kar de
____________________________________
Naraz kyo ho humse kis baat pe ho ruthne
Achha chalo ye maana tum sachhe hum hi jhuthe
Kab tak chhupavoge tum hum se ho pyaar karte
Gusse ka hain bahaana dil mein ho hum pe marte
____________________________________
Sorry shayari dard hota hain
Jhagada tabhi hota hain jab dard hota hain
Aur dard tab hota hain jan pyaar hota hain
_____________________________________
Lagta hain hamne aapka dil dukha diya
Na chahate hue bhi aap ko rula diya
Rishta nibhane mein thodi si kar di begair
Ho sake to maaf karna dil se sorry Aur padhe shayari
_____________________________________
Saturday, 14 November 2020
Islamic shayari
November 14, 2020
Islamic shayari apna naama amaal dekh
Jab main kehta hu ya Allah mera haal dekh
Hukkam hota hain apna naama amaal dekh
_____________________________________
Karbala nasib se jana nasib ho
Phir laut kar wahan se na ana nasib ho
Aisa dare -e- hussain pe sajda ho akhri
Ki mujhe apna sir na uthana nasib ho
_____________________________________
Islamic shayari mat kar garoor itni
Mat kar khaak ke putley par
Gharoor -o-beniyazi itni
Khud ko khudi mein jhaank kar
Dekh tujh mein rakha kya hain
____________________________________
Duniya mein sab cheez mil jaati hain
Kewal apni galti nahi milti
__________________________________
Islamic shayari dilon mein aag
Dilon mein aag labon par gulab rakhte hain
Sab apne chehron pe adhuri naqaab rakhte hain
Humein chiraag samajh kar bhula na paoge
Hum apne ghar mein kayi aftaab rakhte hain
Ye maikada hain wo masjid hain wo hain butkhana
Kahin bhi jao farishtey hisaab rakhte hain
Written by Rahat indori sahab
_____________________________________
Islamic shayari ya Allah hu be khabar
Ya Allah teri azmaton se hun be khabar
Yeh meri nazar ka kasur hain
____________________________________
Mere bachpan ke deen bhi kya khoob the
Be-namazi bhi tha aur be -gunah bhi
____________________________________
Islamic shayari jab wo zaban deta hain
Be-zubano ko jab wo zaban deta hain
Parhne ko phir vo quraan deta hain
Bakhsne pe aaye jab ummat ke gunahon ko
Tohfe mein gunahgaron ko ramzaan deta hain
_____________________________________
Rashq karta hain falak aisi zameen par
Jispe do chaar ghar zikre -e -khuda hota hain
_____________________________________
Islamic shayari tu gafur hain
Yeh khataa hain meri khataa magr
Tera naam bhi toh gafur hain
____________________________________
Zikar hua jab khuda ki rehmaton ka
Humne khud ko khusnaseeb paya
Tammana thi ek payare se dost ki
Khuda khud dost ban kar chala aaya
____________________________________
Islamic shayari mohabbat Allah se karo
Mohabbat kar sakte ho to Allah se karo
Mitti ke khilauno se kabhi wafa nahi milti
_____________________________________
Humein sari zindagi bas isi baat ki fikr lagi rahti hain ki
Log kya kahenge aur aakhari mein log yahi kahte hain
Inaa lilaahi va inna ilaihe raziun
____________________________________
Islamic shayari hum ne mana ki
Hum ne maana ke taghaful na karoge lekin ,
Khak ho jayenge hum tumko khabar hone tak
____________________________________
Aye mere maula jab jab maine khud ko tanaha mehsoos kiya
Tab tab teri rehmaton ne sahara diya
_____________________________________
Islamic shayari kisi ne puchha
Kisi ne puchha bade sukoon se rahte ho aisa kya karte ho
Maine jawab diya khuda jis hall mein rakhta hain
Bus sukar ada karte hain
____________________________________
Jo apne liye nahi logo ke liye duaa karta hain
Unke haq mein farshite duaa karte hain
_____________________________________
Shayari on beauty
November 14, 2020
Shayari on beauty najar bhi humein pe thi
Kaise bayaan kare saadgi apne mehboob ki
Parda humein se tha magar najar bhi humein pe thi
_____________________________________
Vo nigahon se yoon shararat karte the
Apni ada se bhi kayaamat karte the
Nigahe unki bhi chehre se hatti nahi
Aur vo hamari nazro se sikayat karte the
_____________________________________
Shayari on beauty aanchal ki tarh
Dheere se sarkti hain raat
Uski aanchal ki tarah
Uska chehara nazar aata hain
Jheel mein khile kamal kee tarah
_____________________________________
Mujhe maaloom nahi husn ki tareef
Meri nazro mein haseen vo hain jo tum jaisa ho,
_____________________________________
Shayari on beauty mud ke dekhne ki
Yun to aadat nahi mujhe mud ke dekhne ki
Tumeh dekha to laga ek baar aur dekh loon
____________________________________
Tere golden face ki beauty ne
Mere komal heart pe attack kiya
Sabko rejcet kiya tumko selecet kiya
Request hain tumse ise refuse na karna
Mere pyaar ke is bulb ko kabhi fuse na karna
____________________________________
Shayari on beauty shaam ho jaye
Teri palko ki chayon mein meri shaam ho jaaye
Tere muskarane bhar se meri dhadkane ruk jaaye
_____________________________________
Haseen to aur hain lekin koi kahaa tujhsa
Jo dil jalaye bahut phir bhi dil ruba hi lage
____________________________________
Shayari on beauty tumhen maaloom nahi
Tum husn ki khud ek duniya ho
Shayad ye tumhen maloom nahi
Mehfil mein tumhaare aane se har cheez pe noor aa jaata hain
____________________________________
Aaj lafjo ko maine shaam ko pine pe bulaya hain
Ban gayi baat agar to gajal bhi ho sakti hain
____________________________________
Shayari on beauty jurm dono sangeen hain
Kuch fizayen rangeen hain kuch ap haseen hain
Tareef karun ya chup rahun jurm dono sangeen hain
_____________________________________
Tujhko dekha to phir usko na dekha
Chand kahta rah gaya main chaand hun main chaand hun
____________________________________
Shayari on beauty bahut khubsurat hoti
Tu zara si kam khubsurat hoti
To bhi bahut khubsurat hoti
____________________________________
Is jahan mein tera husn meri jaan salamat rahe
Sadiyon tak is jamaane pe teri kayamat rahe
____________________________________
Shayari on beauty iljaam laga dete ho
Har baar ham par iljaam laga dete ho
Mohabbat ka
Kabhi khud se bhi puchha hain itani khubsurat kyon ho
_____________________________________
Tumhari khusi ke thikane bahut honge
Lekin meri bechaini ki wajah bus tum ho
____________________________________
Shayari on beauty taj mahal kon kahta
Agar tum na hote to gajal kon kahta
Tumhare chehare ko kamal kon kahta
Yeh karishma hain mohabbat ka
Warana pathhar ko taj mahal kon kahta
____________________________________
Intezaar bus wahi kar sakta hain
Jiski mohabbat sacchi ho
____________________________________
Shayari on beauty baat hua karti hain
Roz ek taaza sher kahan tak likhun tere liye
Tujh mein to roz ek nayi baat hua karti hain
____________________________________
Kya likhun teri taareef -e-sooorat mein
Alfaaz kam pad rahe hain teri maasumiyat dekh kar
____________________________________
Shayari on beauty fir hosh kho gaya
Hosh-o-hawash pe kaaboon to kar liya maine
Unhein dekh ke fir hosh kho gaya to kya hoga
_____________________________________
Dhhaya hai khuda ne zulm hum dono par
Tumein husn dekar mujhe ishq dekar
_____________________________________
Shayari on beauty padhne ko jee chahta hain
Hain honthh uske kitaabon mein likhi tehreeron jaise
Ungali rakho to aage padhne ko jee karta hain
_____________________________________
Rukh se parda hata toh husn benaqab ho gaya
Unse mili nazar toh dil bekaraar ho gay
_____________________________________
Shayari on beauty dekh kar aankh ko
Dekh kar teri aankhon ko
Madhosh main ho jaata hun
Teri taareef kiye bina main rah nahi paata hun
____________________________________
Wo mujhse roz kahti thi mujhe tum chand la kar do
Use ek aaina dekar akela chhod aaya hun
_____________________________________
Shayari on beauty har koi dekh raha tha
Uneh har koi dekh raha tha mehfil mein sareaam
Unaki ek nazar hum par kya padi hum toh mashhoor ho gaye
_____________________________________
Taarif karne ka toh sirf bahana hain
Asal mein humein tumhare ghar mein aana hain
____________________________________
Shayari on beauty hum muskara ke dat gaye
Tere ishq ke jang mein hum muskara ke dat gaye
Talwaar se to bach gaye teri muskaan se kat gaye
_____________________________________
Angdaai leke apna mujh par jo khumaar daala
Kafir ki iss ada ne bas mujhko maar daala
_____________________________________
Monday, 9 November 2020
Punjabi shayari on love
November 09, 2020
Punjabi shayari naraj na hovi
Meri kisi gal te naraj na hovi
AkhIan nu hanju nal na dhovi
Mildi ae khushi tenu hasde dekh ke
Sanu maut vi aa jAve ta vi na rovi
_____________________________________
Sacha pyaar na yaara paa
Lavi sukh chain sab tera lutt
Jauga,vich pyaar de jad tenu
Chott laggu khuli hawa wich
V dum tera ghaut jauga
_____________________________________
Punjabi shayari menu mil judai ta
Menu mil judai ta maine ki kara
Na menu mohabbat ras aayi ta maine ki kara,
Na menu umeed hun jeun di
Je maut bhi na aayi ta maine ki kara
____________________________________
Dukh dil vich luko ke hanju naina vich pro ke
Tere aane di udeek asi layi baithe ha
Karu tu yaqeen sanu bhul jaan waleya
Aise tere piche duniya bhulayi baithe ha
_____________________________________
Punjabi shayari vich rul jaanaasin
Hanjuan saadi taqdeerasin
Hanjun vich rul jaana asin
Umraan tak tuhanu yaad
Rakhnapar tusin hauli-hauli
Sannu bhul jaana
____________________________________
Tainu hasdi vekh mera din chadhda ae
Tere karke kudhiye munda ielts karda ae
Teri akh cho hanju na aawe
Bas esi galo mera dil dard ae dil darda ae
_____________________________________
Punjabi shayari oh mere adhure gitaan nu
Oh mere adhure gitaan nu
Hae nhi pahichana dendi tu
Ho main masiha tere pida da ni
Main asaka tere pida da ni
Main gumnaama ha tere pida da ni
Mainu nama dendi tu
_____________________________________
Kitaaba vich tera deedar hunda har
Panne utte tu aa jandi
Main jad panna palat ke dekh lena
Tere mere ateet di tarhpaa jaandi
_____________________________________
Punjabi shayari teri tasveer
Tri tasveer ton aaj tera hall puchea
Kiwe bhul gyi tsi sadda pyaar puchea
Kde aakhea c tere bina nhio sena
Aaj sr gea kiwe eh sawaal puchea
_____________________________________
Dil vich baithe jazbaat mainu mitr hi
Rehnde puchde ne
Jehre dil vich sade vaade ne ohi
Sajjan kyon russde ne
_____________________________________
Punjabi shayari hazaro tareeke se
Hazaro tareeke si dard zahir karne de
Tere vichorde chdass marna hi kyu jaruri si
_____________________________________
Ikk kudi nu mein apna dil de baitha
Zindagi apni nu ikk maqsad de baitha
Pata nahi vo bhi mainu chahunandi h k nai
Bass ehi khyaal mainu vi lai baitha
____________________________________
Punjabi shayari naseeba de lekh
Naseeba de lekh koi mod nai sakda
Hove rab te aitbar koi tod nai sakda
Sache pyar ta milde ne naseeb naal
Lakh chah ke vi kise naal rishta koi jod nahi sakda
_____________________________________
Rabba meri chahat da mull jarur pawai
Oh ne ki paaiya te ki khoya ehsaas jarur kraai
_____________________________________
Punjabi shayari tere sapno wich
Tere sapno wich aake tenu satavaga
Tu ruth vi jayegi ta tenu manavaga
Man javi aae sanam mere manane se
Warna akhna vich anshu leke main kithe jawahar
_____________________________________
Loki ishq paey karde ne
Assi ishq bazaar vich ja baithe
Loki yaar laben nu firde ne
Assi labhia yaar gava baithe
____________________________________
Punjabi shayari aasamana to uchi
Aasamana to uchi soch hain
Sadi raba sadaa avaada rahe
Duniya di paravaha na
Koie yaari Jidabaad rahe
____________________________________
Kariye bhi dil di te suniye bhi dil di
But
Duniya de naal saadi soch nayion mil di
___________________________________
Friday, 6 November 2020
Maa shayari in hindi
November 06, 2020
Maa shayari tumhare paas aata hu
Maa tumhare paas aata hu to saanse bheeg jaati hain.
Mohabbat itani milti hain ki aankhein bheeg jaati hain.
_____________________________________
Chalti firti aankhon se azaan di hain
Maine jannat to nahi dekhi hain maa dekhi hain.
_____________________________________
Maa shayari umar badhati hain
Umar to bus maa ke pet mein hi badhta hain
Baaki zindagi mein to umar bus ghat,ti hain
_____________________________________
Khubsurati ki inteha dekhi
Jab muskarate hue maa dekhi
_____________________________________
Maa shayari log kahte hain
Log bolte hain jannat se khubsurat kuch nahi
Shayad unhone kabhi apni maa ko khul kar haste hue nahi dekha hoga
_____________________________________
Maa ki duaa kabhi khali nahi jaati
Maa ki baat kabhi taali nahi jaati
Apne sab bachhe paal leti hain bartan dho kar
Aur baccho se ek maa paali nahi jaati
_____________________________________
Maa shayari roti pakana yaad aata hain
Meri khatir teri roti pakana yaad aata hain
Apne haatho ko chuleh me jalana yaad aata hain
Vo daant -daant kar khana khilana yaad aata hain
Mere waste tera paisa bachana yaad aata hain
_____________________________________
Maa sar par jo haath fere to himmat mil jaye
Maa ek baar muskara de to jannat mil jaaye
_____________________________________
Maa shayari sadme jhelati hain
Pahado jaisa sadma jhelati hain umr bhat lekin
Ek aulad ki taklif se maa tut jaati hain
____________________________________
Yun to maine bulandiyon ke har nishaan ko chhua
Jab maa ne god mein uthaya to aasmaan ko chhua
_____________________________________
Maa shayari rishto ki ye gehraiyan
Rooh ke rishto ki yeh gehraian to dekhiye
Chot lagti hain hume aur chilati hai maa
Hum khushiyon mein maa ko bhale hi bhool jaaye
Jab musibat aa jaye to yaad aati hain maa
_____________________________________
Halato ke aage jab saath na jubaan hoti hain
Pehchaan leti hain khamoshi mein har dard vo sirf maa hoti hain
_____________________________________
Maa shayari kisi ko ghar mila
Kisi ko ghar mila kisi ke hisse mein dukaan aayi
Main ghar mein sabse chhota tha mere hisse mein maa aayi
____________________________________
Thokar na maar mujhe patthar nahi hu main
Hairat se na dekh mujhe manjar nahi hoo main
Teri najro mein meri kadar kuch bhi nahi
Meri maa se punchh uske liye kya nahi hu main
____________________________________
Maa shayari gin leti hain deen
Geen leti hain deen bagair mere gujaare hain kitne
Bhalaa kaise kah du ki maa anpadh hain meri
_____________________________________
Ye aisa karz hain jise main ada kar hi nahi sakta
Main jab tak ghar na aa jau maa sajde mein rahti hain.
_____________________________________
Maa shayari labo pe kabhi baddua nahi hota
Labon pe uske kabhi badduaa nahi hoti
Bus ek maa hain jo mujhse khafa nahi hoti
_____________________________________
Sakht raahon mein bhi aasan safar lagata hain
Ye meri maa ki duaaon ka asar lagta hain
____________________________________
Maa shayari maa ne pyaar kiya
Jannat ke har lamhe ka didar kiya tha
God mein lekar jab maa ne pyaar kiya tha
_____________________________________
Ai zindagi tune rulakar rakh diya
Jaa kar punch meri maa se kitna laadala tha main
____________________________________
Wednesday, 4 November 2020
Maut shayari in hindi
November 04, 2020
Maut shayari khawab kahun to toot jayega
Kya kahun tujhe khawab kahun to toot jaayega
Dil kahun to bikhar jayega
Aa tera naam zindagi rakh dun
Maut se pahle to tera saath chhut na payega,
_____________________________________
Maut ki chinta nahi satati mujhe
Mere sapno ka adhurapan satata hain
Aaj bhi dil mein jal rahi hain aag
Mera junoon batata hain
_____________________________________
Maut shayari rishta tod jayenge
Ek din hum bhi kafan odh jayenge
Sab rishte iss jameen se tod jayenge
Jitna jee chahe sata lo mujhko
Ek din rota huaa sabko chhod jayenge
_____________________________________
Saikado gam ke baadal hame abhi uthane hain
Unke har baar ke khanjar abhi jamaane hain
Is tarah nahi marenge hum mere ajeeb
Dam nikalane ke bhi to hajaro bahane hain
______________________________________
Maut shayari hamara naam tak bhul gaye
Jiski yaad mein saare jahan ko bhul gaye
Suna hain aajkal wo hamara naam tak bhul gaye
Kasam khayi thi jisne saath nibhane ki yaaro
Aaj vo hamari laas par aana bhul gaye
_____________________________________
Ab maut se keh do narajagi khatam kar le
Wo badal gaya hain jiske liye hum zinda hain
_____________________________________
Maut shayari mukam mil jaye
Aasmaan ke pare mukaam mil jaye
Khuda ko mera ye paigaam mil jaye
Thak gayi hain dhadkane ab to chalte chalte
Thahare saanse to shyad aram mil jaye
_____________________________________
Teri hi justujoo mein jee li ek zindagi maine
Gale mujh ko lagakar khatam saanso ka safar kar de
_____________________________________
Maut shayari matam nahi hota
Sulagti zindagi se maut aa jaye to behtar hain
Hamse dil ke armaano ka ab maatam nahi hota
_____________________________________
Ab maut se kah do narajagi khatam kar le
Wo badal gaya hain jiske liye hum zinda hain
____________________________________
Maut shayari mujme mein koi chhal nahi
Mujhme mein koi chhal nahi tera koi kal nahi
Maut ke hi garabh mein zindagi ke paas hun
_____________________________________
Zindagi kashmkas-e-ishq ke aagaj ka naam
Maut anjaam hain isi dard ke afsaane ka
____________________________________
Maut shayari mit jaata
Mit jaata barbaad ho jata ya badnaam ho jata main
Safalta ki raaho pe gumnaam ho jaata main
_____________________________________
Kahan dhoondhoge mujhko mera pata lete jaavo
Ek nai hogi us paar jalta diya
____________________________________
Maut shayari main ab supurde khaak hun
Main ab supurde khaak hun mujhko jalana chhod de kabr
Par meri tu uske saath aana chhod de
Ho sake gar tu
Khusi se ashaq pina seekh le ya tu apni aankho mein kaajal lagana chhod de
_____________________________________
Chhod diya mujhko aaj meri maut ne
Ye keh kar
Ho javo jab zinda to khabar kar dena
_____________________________________
Maut shayari maut -o- hasti
Maut o hasti ki kashmkash mein kati tamaam umar
Gam ne jeene nahi diya shauq ne marne nahi diya
______________________________________
Aayi hogi kisi ko hizr me maut
Mujhko to nind bhi nahi aati
_____________________________________
Maut shayari ab imtehaan na lo
Hamare ishq ka imtehaan na lo
Hoke juda hamse meri tum jaan na lo
_____________________________________
Kon kahta hain ki maut aayega to mar jaunga
Main to dariya hu samandar mein utar jaaunga
_____________________________________
Subscribe to:
Posts (Atom)