Raksha bandhan wishes in hindi π
Swan ka rimjhim fuhaar hai
Raksha bandhan ka tyohaar hain
Bhai behan kI mithi si takraar hai
Aisa yah pyaar khusiyo ka tyohaar hain
πππππππππππππππ
Raksha bandhan shayari.in hindiπ
Anokha bhi hain nirala bhi hain
Takraar bhi hain to parem bhi hain
Bachpan ki yaadon ka pitara bhi hain
Bhai behan ka yhi pyara rista hai
ππππππππππππππ
Raksha bandhan shayari in hindi 2020
Osho ki boondo se bhi payari hai meri begana
Gulab ki pankhudiyo se bhi najuk hain meri begana
Aasma se utari koi rajakumari hain
Sach kahu to meri aankho ki raaj dulari hain meri behna
πππππππππππππππ
Raksha bandhan status in hindi
Bhai ki kalayi par rakhi baandhe behna
Maangti hain wada sada sang hi rahna
Bana rahe yu hi ristha bana rahe ye
pyaar.
Sabko mubarak ho ye raksha bandhan. ka tyohaar.
πππππππππππππππ
Na maange vo dhan aur daulat na maange uphaar.
Chahat behan ki itni ki bus bana rahe ye pyaar.
Gum na koi paas me aaye khusiya mile hazar.
Aisa hi sandesh laata hain ye rakhi ka tyohaar.
πππππππππππππππ
Kitne dino ke baad
Suni kalayi par pyaar aaya hain
Sab bhai behno ko mubarak ho
Jo ye raakhi ka tyohaar aaya hai
πππππππππππππππ
Raksha bandhan ki funny shayari
Kaamyabi tumhare kadam chume
Khusiyan tumhare charo aur ho
Par bhagwaan se itni prathana Karne ke liye
Tum mujhe kuchh to commission do
To my extremely lovable (kanjus bhai)
πππππππππππππππ
Raksha bandhan status in hindi
Tode se bhi na tute ye aisa man bandhan hain.
Is bndhan ko saari duniya kahti raksha bandhan hain.
πππππππππππππππ
Raksha bandhan tyohaar ka shayari
Preet ki dhago ke bandhan mein
Sneh ka umad raha sansaar hain
Sare jag mein sabse sachha
Hota hai bhai behan ka pyar
πππππππππππππππ
Raksha bandhan shayari for brother in hindi
Sath pale aur sath badhe hain
Khoob mila bachpan mein pyaar
Bhai behan ka pyaar badhane aaya hain
Raakhi ka tyohaar
πππππππππππππππ
Rab kare tujhe khusiyan apaar mile
Teri girlfriend baandh de tujhko raakhi
Tujhe ek behan ka pyaar
Aur mujhe bhi apna purana yaar mile
πππππππππππππππ
Raksha bandhan whattsup status in hindi
Rang birangi raakhi baandhi fir sundar sa tilak lagaya
Gol gol rasugulla khakar bhaiya man hi man muskaraya
πππππππππππππππ
Tode se bhi na tute
Ye aisa man bandhan hain is bandhan ko
Saari duniya kahti raksha bandhan hain
πππππππππππππππ
Behan ka pyaar kisi duaa se kam nhi hota
Vo chahe door bhi ho to gum nhi hota
Aksar riste duriyon se fike pad jaate hain
Par bhai behan ka pyaar kabhi kam nhi hota.
πππππππππππππππ
Best quoTes on raksha bandhan in hindi
Jab khuda ne duniya ko banaya hoga
Ek baat se jarur ghabaraya hoga
Kaise rakhunga khayaal itni kaudiyon ka
Tab us ne sab ke liye ek bhai banaya hoga
πππππππππππππππ
Aasmaan par sitare hain jitne utni jindagi ho teri,
Kisi ki najar na lage duniya ki har khusi ho teri
Raksha bandhan ke deen bhagwaan se bus yah dua hai meri
πππππππππππππππ
Yaad aata hain aksar vo gujra jamana
Teri mithi se aawaj mein bhaiya kahkar bulana
Vo school ke liye subah mujhko jagana
Aayi hain rakhi lekar didi yhi hain bhai behan ke pyaar ka tarana.
πππππππππππππππ
Nice
ReplyDeleteNice
ReplyDeleteEasy Tutorials