Maut shayari khawab kahun to toot jayega
Kya kahun tujhe khawab kahun to toot jaayega
Dil kahun to bikhar jayega
Aa tera naam zindagi rakh dun
Maut se pahle to tera saath chhut na payega,
_____________________________________
Maut ki chinta nahi satati mujhe
Mere sapno ka adhurapan satata hain
Aaj bhi dil mein jal rahi hain aag
Mera junoon batata hain
_____________________________________
Maut shayari rishta tod jayenge
Ek din hum bhi kafan odh jayenge
Sab rishte iss jameen se tod jayenge
Jitna jee chahe sata lo mujhko
Ek din rota huaa sabko chhod jayenge
_____________________________________
Saikado gam ke baadal hame abhi uthane hain
Unke har baar ke khanjar abhi jamaane hain
Is tarah nahi marenge hum mere ajeeb
Dam nikalane ke bhi to hajaro bahane hain
______________________________________
Maut shayari hamara naam tak bhul gaye
Jiski yaad mein saare jahan ko bhul gaye
Suna hain aajkal wo hamara naam tak bhul gaye
Kasam khayi thi jisne saath nibhane ki yaaro
Aaj vo hamari laas par aana bhul gaye
_____________________________________
Ab maut se keh do narajagi khatam kar le
Wo badal gaya hain jiske liye hum zinda hain
_____________________________________
Maut shayari mukam mil jaye
Aasmaan ke pare mukaam mil jaye
Khuda ko mera ye paigaam mil jaye
Thak gayi hain dhadkane ab to chalte chalte
Thahare saanse to shyad aram mil jaye
_____________________________________
Teri hi justujoo mein jee li ek zindagi maine
Gale mujh ko lagakar khatam saanso ka safar kar de
_____________________________________
Maut shayari matam nahi hota
Sulagti zindagi se maut aa jaye to behtar hain
Hamse dil ke armaano ka ab maatam nahi hota
_____________________________________
Ab maut se kah do narajagi khatam kar le
Wo badal gaya hain jiske liye hum zinda hain
____________________________________
Maut shayari mujme mein koi chhal nahi
Mujhme mein koi chhal nahi tera koi kal nahi
Maut ke hi garabh mein zindagi ke paas hun
_____________________________________
Zindagi kashmkas-e-ishq ke aagaj ka naam
Maut anjaam hain isi dard ke afsaane ka
____________________________________
Maut shayari mit jaata
Mit jaata barbaad ho jata ya badnaam ho jata main
Safalta ki raaho pe gumnaam ho jaata main
_____________________________________
Kahan dhoondhoge mujhko mera pata lete jaavo
Ek nai hogi us paar jalta diya
____________________________________
Maut shayari main ab supurde khaak hun
Main ab supurde khaak hun mujhko jalana chhod de kabr
Par meri tu uske saath aana chhod de
Ho sake gar tu
Khusi se ashaq pina seekh le ya tu apni aankho mein kaajal lagana chhod de
_____________________________________
Chhod diya mujhko aaj meri maut ne
Ye keh kar
Ho javo jab zinda to khabar kar dena
_____________________________________
Maut shayari maut -o- hasti
Maut o hasti ki kashmkash mein kati tamaam umar
Gam ne jeene nahi diya shauq ne marne nahi diya
______________________________________
Aayi hogi kisi ko hizr me maut
Mujhko to nind bhi nahi aati
_____________________________________
Maut shayari ab imtehaan na lo
Hamare ishq ka imtehaan na lo
Hoke juda hamse meri tum jaan na lo
_____________________________________
Kon kahta hain ki maut aayega to mar jaunga
Main to dariya hu samandar mein utar jaaunga
_____________________________________
Good going bro
ReplyDelete